" Hajar mein ek rasta yun bhi tha, Manchaha musafir har raste mein bas tu hi tha. har nagar ,har dagar har sahar par khayal tha bas tera hi, jab jana kya pyaar hai,naam tha bas tera hi. Har kadam par sath chalna hai ,bas tere hi sath, Mushkil ho chahe kitna safar,hatho mein ho bas tera hath Jana maine kya hoti hai mohabbat,tujhse mohabbat karne ke baad, jinda bhi hoon ye jana maine tere sath jeene ke baad"
MAGICAL EFFECTS OF FAIRNESS CREAM
Popular posts from this blog
" ANJAANI EK TALAASH HAI " " Mere mann mein ye ehsaas hai, door hokar bhi tu paas hai , Anjana ek rishta hai , phir bhi jaane kyun khaas hai puchti hoon khud se ye, mujhe kyun itni aas hai , deta dil jawab hai, ki ye shakhs hi kuch khaas hai khwabon ki galiyon mein , bhatakta ye mann hai , aasman mein parindo jaisa , udta ye ...
Comments
One thought creams are applied on face and neck, how does the entire body become fairer?
Second house and car in three years of job whoa man!!
One can succeed through hard-work & several other factors & not just a cream :)
Thanks for making us think about it...
But remember, this is not the effect of fairness cream but of the TV commercial.. The people who make this advertisements gets all those things by making viewers fool... :-)